Kabhi Kabhi Mere Dil Me.. Kishor Kumar.

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
 
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
 
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
 
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
 
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai

Masti ki Paathshala....

na koi padhne wala na koi sikhne wala - 2
apni toh paathshala masti ki paathshala - 2
 
chehare ki kitaabein hain ham woh padhne aate hai
yeh surat teri meri mobile library
yaaron ki equation hain love multiplication hain
jisne dil ko jeeta hain 
woh alpha hain deeta hain - 3
 
talli hoke girne se samjhi hamne gravity
ishq ka practical kiya tab aayi clearity
na koi padhne wala na koi sikhne wala
naata yeh sannata hai dekho lambu shor hain
har dil mein bud bud karta h2so4 hain
na koi padhne wala na koi sikhnewala
apni toh paathshala masti ki paathshala - 2
 

apni toh paathsahala masti ki paathshala - 2

JAYA AADYA SHAKTI (AARTI)

JAYA AADYA SHAKTI,
MA JAYA AADYA SHAKTI,
AKHAND BRHAMAND DIPAVYA,
PANAVE PRAGATYA MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

DWITIYA MEHSARUP SHIVSHAKTI JANU,
MA SHIVSHAKTI JANU,
BRAHMA GANAPTI GAYE,
BRAHMA GANAPTI GAYE,
HARDAYI HAR MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

TRUTIYA TRAN SARUP TRIBHUVAN MA BETHA,
MA TRIBHUVAN MA BETHA,
DAYA THAKI KARVELI,
DAYA THAKI KARVELI,
UTARVENIMA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

CHOUTHE CHATURA MALAXMI MA,
SACHRACHAL VYAPYA,
MA SACHRACHAL VYAPYA,
CHAR BHUJA CHO DISHA,
CHAR BHUJA CHO DISHA,
PRAGTYA DAKSHIN MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

PANCHAME PANCHRUSHI PANCHAMI GUNPADMA,
MA PANCHAMI GUNPADMA,
PANCHTATV TYA SOSHIYE,
PANCHTATV TYA SOSHIYE,
PANCHETATVO MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

SHASHTHI TU NARAYANI MAHISHASUR MARYO,
MA MAHISHASUR MARYO,
NARNARI NA RUPE,
NARNARI NA RUPE,
VYAPAYA SAGHALE MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

SAPTAMI SAPT PATAL SANDHYA SAVITRI,
MA SANDHYA SAVITRI,
GAU GANGA GAYATRI,
GAU GANGA GAYATRI,
GAURI GEETA MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

ASHTHMI ASHTHA BHUJAO AYI ANANDA,
MA AYI ANANDA,
SUNIVAR MUNIVAR JANAMYA,
SUNIVAR MUNIVAR JANAMYA,
DEV DAITYOMA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

NAVMI NAVKUL NAG SEVE NAVADURGA,
MA SEVE NAVADURGA,
NAVRATRI NA PUJAN,
SHIVRATRI NA ARCHAN,
KIDHA HAR BRAHMA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

DASHMI DASH AVTAAR JAY VIJYALAXMI,
MA JAY VIJYALAXMI,
RAME RAVAN MARYA,
RAME RAVAN MARYA,
RAVAN MARYO MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

EKADASHI AGIYAR TATYANIKAMA,
MA TATYANIKAMA,
KALDURGA KALIKA,
KALDURGA KALIKA,
SHAMA NE VAMA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

BARASE KALA RUP BAHUCHAR AMBA MA,
MA BAHUCHAR AMBA MA,
ASUR BHAIRAV SOUIE,
KAL BHAIRAV SOIYE,
TARA CHHE TUJ MA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

TERASE TULJA RUP TU TARUNIMATA,
MA TU TARUNIMATA,
BRAHMA VISHNU SADASHIV,
BRAHMA VISHNU SADASHIV,
GUN TARA GATA,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

SHIVBHAKTI NI AARATI JE KOI GAYE,
MA JE KOI GAYE,
BHANE SHIVANNAD SWAMI,
BHANE SHIVANNAD SWAMI,
SUKH SAMPATI PASHE,
HAR KAILESHE JASHE,
MA AMBA DUKH HARASHE,
OM JAYO JAYO MA JAGDAMBE

Kabhi kabhi Aditi

Kabhi kabhi Aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai.
Kabhi kabhi Aditi wo bichhar jaaye to ek sapna lagta hai.
Aise mei koi kaise apne aansu o ko behne se roke?
Aur kaise koi sochle everything’s gonna be ok?

Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi naa khushi aur naa mazaa.
Kabhi kabhi to lage har din mushkil aur har pal ek sazaa.
Aise mein koi kaise mushkuraye, kaise hasde khush hoke?
Aur kaise koi soch de everything’s gonna be ok?

Soch jara jaaneja tujhko hum kitna chahte hai.
Rotein hai hum bhi aggar teri ankhon mein aansu aate hai.
Gaane to aata nahi hai magar phir bhi hum gaate hai.
Ke Aditi maana kabhi-kabhi saare jahan mein andhera hota hai;
Lekin raat ke baad hi to sabera hota hai.

Kabhi kabhi Aditi zindagi mei yuhi koi apna lagta hai.
Kabhi kabhi Aditi wo bichhar jaaye to ek sapna lagta hai.
Hey Aditi Hasde hasde hasde hasde hasde, hasde tu zara.
Nahi to bus thora thora thora thora thora, thora mushkura.

Tu khush hai to lage ke jahan mein chhaayi hai khushi.
Suraj nikle baadlon se aur baatein zindagi.
Suun to jara madhosh hawa tujhse kehne lagi.
Ke Aditi wo jo bichhad-te hai ek na ek din phir mil jaate hai;
Aditi jaane tu ya jaane na phool phir khil jaate hai.


Kabhi kabhi Aditi zindagi mei yuhi koi apna lagta hai.
Kabhi kabhi Aditi wo bichhar jaaye to ek sapna lagta hai.
( Hey Aditi Hasde hasde hasde hasde hasde, hasde tu zara.
Nahi to bus thora thora thora thora thora, thora mushkura.

Hum Rahe Ya Na Rahe Kal..

Hindi Song Title: Hum Rahe Ya Na Rahe Kal
Hindi Movie/Album Name: PAL
Singer(s):Abhijeet Savant , Amit Sana , Harish Moyal , Mukesh Pacholi , Prajakta Shukre , Rahul Saxena
Rahul Vaidya , Ravinder Ravi Vishal Kothari

Hum rahe ya na rahe kal
Kal yaad aayenge yeh pal
Pal, yeh hain pyaar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya
Chhoti si hai zindagi
Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal) - 2

Shaam ka aanchal odhke aayi
Dekho voh raat suhaani
Aa likh de hum donon milke
Apni yeh prem kahaani
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal

Aane waali subha jaane
Rang kya laaye deewaani
Meri chaahat ko rakh lena
Jaise koi nishaani
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal

Hum rahe ya na rahe kal
Kal yaad aayenge yeh pal
Pal, yeh hain pyaar ke pal
Chal, aa mere sang chal
Chal, soche kya
Chhoti si hai zindagi
Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi
Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal - 2